Wo dil hi kia tery milny ki jo dua na kary
main tujhy bhol k zinda rahon, Khuda na kary
Rahy ga sath tera pyar zindagi ban ker
ye or bat meri zindagi Wafa na kary
ye thik hai nahi marta koi judai main
Khuda kisi ko kisi se magar juda na kary
suna hai os ko muhabat duaen deti hai
jo dil pa ho to khaey maga gila na kary
zamana dekh chuka hai parkh chuka hai isy
qateel jan se jaey per iltija na kary
(~ T?m ??? ~)
SaaMer +92 300 2711 588